Dill ki bt :')

Aoa tum janti oo mujee ky kon hoon maa kesa hoon muje samj nai ati haa kabhi kabhi ky ek insan esa kesy ho saktaaa haaa insan kis tarhn ek pal maa itni izat dyta haa or dosry pal maa hi hii uskoo
Ky sath esa karta haa jesy jani dushmun hoo muje nai pata mana kia galti ki haaa sb log hi ... Esa kyun karty hainn ....
Kia hum ma dill nai hota haaa kia hummy buraa nai lagtaa haaaa ...
Poraa ek din or esy behave ki jesy ky maa pata nai kon hoon
Jis ky sath insan har dafa itna safe feel karta haa usky sath esy kar saktaa haa .... Insan ki too ek hi khuwashi hoti haa ky usko log izzat to dyain or woh izzat ager us insan sy nai milti jis ki woh izzat pori duniyan maa sb sy zadhaa karta haaa ... Uski izzat ky liye ab sy lar bethaa aaa or pher insan uski izzat bhi nai pata too kitna dukh hogaa sochooo
Khud py lyky sochy bandaa ager ky woh kisi ki itni izzat kary or agye sy uskoo aglaa rongta hi chala jiye to kesaa lagyee gaaa
Tab dill karta ha ky yeh zindgi thi tuny yeh kamyaa itny time maa ager izzat hi nai kamaa sakaa too lanat haa esi izzat py ..... Phr usky demag maa ult phult khiyat aty hainn. Kisi ko shoq nai hota ky woh apny sath kuch kary lakinn halat log usko itnaa majboor kar dyty hain ky usko yeh qadam utana hi parhta haa ....
Kesy insan ek insan sy itnaa pyr karta thaa ky usky sirf rony sy hi sb narGiyan bhool jati or chup karti thii or dosrey hi pal uskaa khoon bhi nikal aee to usko fark nai parhta haa esa kesy ho saktaaaa ?? .....
Muje ajj tak is bt kaa jawab nai kyun karty hain esy log ........

Comments

Popular posts from this blog